khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga ,kabhi monkey to kabhi donkey banaa chaha hoga , end main dono ka mixture pasand ayya ho ga. | ||
Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki, Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala, Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata, Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala. | ||
zulf rukh say hatta k bat karo raat ko din bana k bat karo ashianay k charagh madhum hain tum zara aankhain uttha k baat karo koi taza fareb danain ko tum zara muskara k baat karo yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo. | ||
Wada kero per nibhana sikho Chahat dil mein rakho per jitna sikho U hi kisi ko intizar na karvao Koi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho. | ||
Hansi ne labon pe ana choor dia hai, Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi Aap ne jab se yaad karna choor dia hai. | ||
Aj rotha howa 1 shaks both yad aya Acha guzra howa kuch waqt bohut yaad aya Jo mery dard ko seenay mein chupa leta tha Aj jab dard hua to bohut yad aya. | ||
Kal ko milne ki aas rehne do, Zindagi ki baqi pyas rhne do, Apni khushiyan smait lo jana Mujh ko u hi udas rhne do. | ||
Pyar ankon se jataya to bura man gae Hale dil humne sunaya to bura man gae Wo to har roz rulaate the humen Hum ne ek roz rulaya to bura man gae. |
Comments